Sunday, December 6, 2009

2009, December, 07

Badal ka zor se gharajna,
Tera yun darr ke mujhse liptna,
Mere chehre per who muskan ka aana,
Tumhara mann hi mann main who sharmana,
Thumari aankhon ko jhukna,
Yeh dekhkar Badal ka phir se zor se gharajna,
Tera aur kasske mujhse liptna,
Mere roam raom main aag lagana,
Mera bhi tume kasske pakdna,
Tumhari aur Meri saansoon ka Tej Hona,
Tumhare aur Mere Laboon ka kareeb aana,
Itne main badallon ko cheer ka chand ka aana,
Chandani ko dekh kar tumhare ruk jaana,
Yeh dekhkar mere laboon ka mayus hona,
Mera chand ko aankhen dikhana,
Mere aansoon dekh kar badallon ne chand ko dhakna
Aur zor se gharajna,
Dil ne socha ab derr mat karna,
Mere laboon ka tumhare laboon ka chuna,
Yeh dekhkar badallon ka sharmana, aur wahan se challa jaana,
Per phir bhi mere laboon ka tumhare laboon na chodna,
Achanak se suraj na niklna,
Roshni ko dekh kar tumhara woh sharman, aur chale jaana
Mera mann hi mann muskarana
Aur zor se badaloon ka shukriya karma,
Aur khena, har raat tum issi tarah mera sath dena

No comments:

Post a Comment