Thursday, September 17, 2009

2009, September, 17

Kyun yeh dil kissi se iss kadhar pyaar karta hai,
Kyun koi apne aap ko bhul kar bas apne pyaar ko yaad karta hai,
Kyun yeh lab sirf unka naam liya karte hai,
Kyun kissi ke kaano main sirf unki aawaj ghunja karti hai,
Kyun har saans unki mahek mashsoos karti hai,
Kyun yeh dil kissi se iss kadhar pyaar karta hai, kyun???????????

No comments:

Post a Comment